Sawalon Mein Lyrics : Samrat & Co. | Shreya Ghoshal, Ankit Tiwari

Sawalon Mein Lyrics From Samrat & co. : Ankit Tiwari Composed a Very Beautiful Song and Sung by Shreya Ghoshal and Sandeep Nath Penned the Lyrics.
Song : Sawalon Mein
Movie : Samrat & Co. (2014)
Singer : Shreya Ghoshal
Music : Ankit Tiwari
Star Cast : Rajeev Khandelwal, Shakti Mohan, Ganesh Acharya

Music Label : RajShri
Sawalon Mein Lyrics
Sawalon Mein Ye Kaisi Zindagi
Gumaan hai Gumaan..
Nazar Yeh Kisko Dhoondti
Dhuaan hai Dhuaan..
Hai Kayi Sargoshiyaan..
Kyun Jalti hai Tanhaaiyaan
Sawalon mein ye Kaisi Zindagi
Gumaan hai Gumaan..
Nazar yeh Kisko Dhoondti
Dhuaan hai Dhuaan..
Uljhi Ye Na Suljhi aur Uljhi Daastaan hai
Jiski na ho Manzil Ek Aisa Raasta hai
Uljhi Ye Na Suljhi aur Uljhi Daastaan hai
Jiski na ho Manzil Ek Aisa Raasta hai
Hai Kayi Sargoshiyaan..
Kyun Jalti hai Tanhaaiyaan
Sawaalon mein Ye Kaisi Zindagi
Gumaan hai Gumaan..
Nazar Yeh Kisko Dhoondti
Dhuaan hai Dhuaan..
Kyun har Nazar mein, Ik Ajab si Tishnagi hai
Har Shay Kyun Achanak lag rahi Ajnabi hai
Kyun har Nazar mein, Ik Ajab si Tishnagi hai
Har Shay Kyun Achanak lag Rahi Ajnabhi hai
Hai Kayi Sargoshiyaan..
Kyun Jalti hai Tanhaaiyaan
Sawaalon mein Ye Kaisi Zindagi
Gumaan hai Gumaan..
Nazar Yeh Kisko Dhoondti
Dhuaan hai Dhuaan..

Powered by Blogger.